raat ko baiTh kar lab-e-dariya
raat ko baiTh kar lab-e-dariyā
dekhnā āsmāñ ke tāroñ kā
lauh-e-dil par ubhār detā hai
naqsh guzrī huī bahāroñ kā
raat ko baiTh kar lab-e-dariya
dekhna aasman ke taron ka
lauh-e-dil par ubhaar deta hai
naqsh guzri hui bahaaron ka
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 123)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.