raat to kali thi lekin raat guzar kar subh jo aai
raat to kaalī thī lekin raat guzar kar sub.h jo aa.ī
aur ghaTe kam-tāb ujāle aur baḌhe zulmāt ke saa.e
ab maiñ sahar ke naġhme gā kar ḳhud ko kab tak dhoke dūñgā
hoñT hue jaate haiñ zaḳhmī dil kā ye aalam baiThā jaa.e
raat to kali thi lekin raat guzar kar subh jo aai
aur ghaTe kam-tab ujale aur baDhe zulmat ke sae
ab main sahar ke naghme ga kar KHud ko kab tak dhoke dunga
honT hue jate hain zaKHmi dil ka ye aalam baiTha jae
- Book : Ye Qadam Qadam Balaen (Pg. 137)
- Author : Maulana Amir Usmani
- Publication : Markazi Maktaba Islami Publishers (2012)
- Edition : 2012
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.