kya bud-o-bash puchho ho purab ke sakino
Interesting Fact
This qat'a is popularly attributed to Mir Taqi Mir. Mohammmad Husain Azad in his 'Aab-e-Hayaat' has also recorded Mir as its composer. However, many critics have argued against it and there has not yet formed a common consensus.
kyā būd-o-bāsh pūchho ho pūrab ke sākino
ham ko ġharīb jaan ke hañs hañs pukār ke
dillī jo ek shahr thā 'ālam meñ intiḳhāb
rahte the muntaḳhab hī jahāñ rozgār ke
us ko falak ne luuT ke vīrān kar diyā
ham rahne vaale haiñ usī ujḌe dayār ke
kya bud-o-bash puchho ho purab ke sakino
hum ko gharib jaan ke hans hans pukar ke
dilli jo ek shahr tha 'alam mein intiKHab
rahte the muntaKHab hi jahan rozgar ke
us ko falak ne luT ke viran kar diya
hum rahne wale hain usi ujDe dayar ke
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.