tu bhala hai to bura ho nahin sakta ai zauq
tū bhalā hai to burā ho nahīñ saktā ai 'zauq'
hai burā vo hī ki jo tujh ko burā jāntā hai
aur agar tū hī burā hai to vo sach kahtā hai
kyuuñ burā kahne se tū us ke burā māntā hai
tu bhala hai to bura ho nahin sakta ai 'zauq'
hai bura wo hi ki jo tujh ko bura jaanta hai
aur agar tu hi bura hai to wo sach kahta hai
kyun bura kahne se tu us ke bura manta hai
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 39)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.