Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

uThate hain maze jaur-o-sitam ke

Sufi Ghulam Mustafa Tabassum

uThate hain maze jaur-o-sitam ke

Sufi Ghulam Mustafa Tabassum

MORE BYSufi Ghulam Mustafa Tabassum

    uThāte haiñ maze jaur-o-sitam ke

    kuchh aise ḳhūgar-e-bedār haiñ ham

    qafas tīliyāñ TūTīñ to phir kyā

    asīr-e-ulfat-e-sayyād haiñ ham

    uThate hain maze jaur-o-sitam ke

    kuchh aise KHugar-e-bedar hain hum

    qafas ki tiliyan TuTin to phir kya

    asir-e-ulfat-e-sayyaad hain hum

    Source :
    • Book : (Sau Baar Chaman Mahka)Kulliyat-e- Sufi Tabassum (Pg. 314)
    • Author : Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
    • Publication : Alhamd Publications, Lahore (2008)
    • Edition : 2008
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now