wo dil nahin raha wo tabiat nahin rahi
vo dil nahīñ rahā vo tabī.at nahīñ rahī
vo shab ko ḳhuun rone kī aadat nahīñ rahī
mahsūs kar rahā huuñ maiñ jiine kī talḳhiyāñ
shāyad mujhe kisī se mohabbat nahīñ rahī
wo dil nahin raha wo tabiat nahin rahi
wo shab ko KHun rone ki aadat nahin rahi
mahsus kar raha hun main jine ki talKHiyan
shayad mujhe kisi se mohabbat nahin rahi
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 119)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.