wo tar ke ek khambe pe baiThi hai ababil
vo taar ke ik khambe pe baiThī hai abābīl
uḌne ke liye der se par tol rahī hai
jis tarah mire ishq kī TuuTī huī kashtī
ummīd ke sāhil pe khaḌī Dol rahī hai
wo tar ke ek khambe pe baiThi hai ababil
uDne ke liye der se par tol rahi hai
jis tarah mere ishq ki TuTi hui kashti
ummid ke sahil pe khaDi Dol rahi hai
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 168)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.