ye bhi kya chaal hai har gam pe mahshar ka guman
ye bhi kya chaal hai har gam pe mahshar ka guman
Ahmad Nadeem Qasmi
MORE BYAhmad Nadeem Qasmi
ye bhī kyā chaal hai har gaam pe mahshar kā gumāñ
pā.eleñ bajtī haiñ lahñge kī kamāñ tantī hai
yuuñ chalo jaise utartī hai kuhistāñ se havā
jaise rañgoñ ke tamavvuj se kiran bantī hai
ye bhi kya chaal hai har gam pe mahshar ka guman
paelen bajti hain lahnge ki kaman tanti hai
yun chalo jaise utarti hai kuhistan se hawa
jaise rangon ke tamawwuj se kiran banti hai
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 166)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.