Be-Imaan Qaum Aur Adab Ki Takhleeq
Eik be-imaan qaum achhi nasr nahi paida kar sakti, to achhi shaa'iri kya paida karegi? Waise iska ye matlab nahi hai ki aise mu’aashere mein achhe nasr-nigaar ya shaa‘ir sire se paida hi nahi hote. Hote to hain magar woh eik mo‘assir adabi rujhaan nahi ban sakte aur adab eik mu’aashrati taaqat nahi ban paata.

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.