Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

begama main jo baDi hun to bhala tujhko kya

Insha Allah Khan Insha

begama main jo baDi hun to bhala tujhko kya

Insha Allah Khan Insha

MORE BYInsha Allah Khan Insha

    begamā maiñ jo baḌī huuñ to bhalā tujh ko kyā

    pahne poshāk zarī huuñ to bhalā tujh ko kyā

    to okTī nahīñ jā.egī mire aiboñ meñ

    arī maiñ aib-bharī huuñ to bhalā tujh ko kyā

    apnī bijlī to chhab ḳhabar le baajī

    garm maiñ go ki zarī huuñ to bhalā tujh ko kyā

    kisī baaġh to luuTā nahīñ hai maiñ apnī

    god phūloñ se bharī huuñ to bhalā tujh ko kyā

    na.e dhānoñ khetī tarah se 'inshā'

    Dah-Dahī aur harī huuñ to bhalā tujh ko kyā

    begama main jo baDi hun to bhala tujh ko kya

    pahne poshak zari hun to bhala tujh ko kya

    tu to okTi nahin jaegi mere aibon mein

    ari main aib-bhari hun to bhala tujh ko kya

    apni bijli ki si to chhab ki KHabar le baji

    garm main go ki zari hun to bhala tujh ko kya

    kisi ka bagh to luTa nahin hai main apni

    god phulon se bhari hun to bhala tujh ko kya

    nae dhanon ki si kheti ki tarah se 'insha'

    Dah-Dahi aur hari hun to bhala tujh ko kya

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now