Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aankhon mein KHumar-e-shauq-afza le kar

Sufi Ghulam Mustafa Tabassum

aankhon mein KHumar-e-shauq-afza le kar

Sufi Ghulam Mustafa Tabassum

MORE BYSufi Ghulam Mustafa Tabassum

    āñkhoñ meñ ḳhumār-e-shauq-afzā le kar

    jazbāt ik ḳhamosh duniyā le kar

    aa jaa.e koī piyūñ pilā.ūñ jhūmūñ

    baiThā huuñ subū o jaam o sahbā le kar

    aankhon mein KHumar-e-shauq-afza le kar

    jazbaat ki ek KHamosh duniya le kar

    aa jae koi piyun pilaun jhumun

    baiTha hun subu o jam o sahba le kar

    Source :
    • Book : (Sau Baar Chaman Mahka)Kulliyat-e- Sufi Tabassum (Pg. 299)
    • Author : Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
    • Publication : Alhamd Publications, Lahore (2008)
    • Edition : 2008
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now