aasan nahin haal-e-dil ayan ho jaana
aasan nahin haal-e-dil ayan ho jaana
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
MORE BYSufi Ghulam Mustafa Tabassum
āsāñ nahīñ hāl-e-dil ayaañ ho jaanā
ḳhāmoshī se tum na bad-gumāñ ho jaanā
ḳhuddārī-e-ishq ne sikhāyā mujh ko
dil de ke kisī ko be-zabāñ ho jaanā
aasan nahin haal-e-dil ayan ho jaana
KHamoshi se tum na bad-guman ho jaana
KHuddari-e-ishq ne sikhaya mujh ko
dil de ke kisi ko be-zaban ho jaana
- Book : (Sau Baar Chaman Mahka)Kulliyat-e- Sufi Tabassum (Pg. 299)
- Author : Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
- Publication : Alhamd Publications, Lahore (2008)
- Edition : 2008
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.