be faeda rakhta nahin sar hathon par
be-fā.eda rakhtā nahīñ sar hāthoñ par
sar par jo hai haath is meñ hai lutf-e-digar
aaqā ke salām-o-nazar kī hasrat meñ
rahtā huuñ 'munīr' sar-ba-kaf-o-dast-basar
be-faeda rakhta nahin sar hathon par
sar par jo hai hath is mein hai lutf-e-digar
aaqa ke salam-o-nazar ki hasrat mein
rahta hun 'munir' sar-ba-kaf-o-dast-basar
- Muntakhabul-Alam
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.