duniya hai iram se bhi hasin dekh zara
duniyā hai iram se bhī hasīñ dekh zarā
ākāsh pe hañstī hai zamīñ dekh zarā
aab aab hue jaate haiñ maah o anjum
lau detī hai zarroñ kī jabīñ dekh zarā
duniya hai iram se bhi hasin dekh zara
aakash pe hansti hai zamin dekh zara
aab aab hue jate hain mah o anjum
lau deti hai zarron ki jabin dekh zara
- Book : Sangam (Pg. 31)
- Author : Naresh Kumar Shad
- Publication : New Taj Office,Delhi (1960)
- Edition : 1960
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.