gar apni sana aam nahin duniya mein
gar apnī sanā aam nahīñ duniyā meñ
phir to mujhe kuchh kaam nahīñ duniyā meñ
yaktā.ī kā da.avā faqat is baat pe hai
koī mirā hamnām nahīñ duniyā meñ
gar apni sana aam nahin duniya mein
phir to mujhe kuchh kaam nahin duniya mein
yaktai ka dawa faqat is baat pe hai
koi mera hamnam nahin duniya mein
- Book : Tanqeed-e-Rubai (Pg. 134)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.