ek jahl ke sailab mein jo bahte hain
ik jahl ke sailāb meñ jo bahte haiñ
ik ālam-e-mauhūm meñ jo rahte haiñ
kam-zarf-o-kam-andesh haiñ kaj-faham haiñ jo
be-vaj.h vo urdu ko burā kahte haiñ
ek jahl ke sailab mein jo bahte hain
ek aalam-e-mauhum mein jo rahte hain
kam-zarf-o-kam-andesh hain kaj-faham hain jo
be-wajh wo urdu ko bura kahte hain
- Book : Urdu Hai Jiska Nam(Rubayiat Ka Chautha Majmooa) (Pg. 85)
- Author : Ameer Chand Bahar
- Publication : Anjuman Taraqqi Urdu (Hind) (2007)
- Edition : 2007
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.