imkan-e-talab se koi aagah to ho
imkān-e-talab se koī āgāh to ho
manzil kā tah-e-dil se havā-ḳhvāh to ho
chal phir ke zarā dekh jhijaktā kyā hai
mil jā.egī rāh-e-rāst gumrāh to ho
imkan-e-talab se koi aagah to ho
manzil ka tah-e-dil se hawa-KHwah to ho
chal phir ke zara dekh jhijakta kya hai
mil jaegi rah-e-rast gumrah to ho
- Book : Funoon (Monthly) (Pg. 295)
- Author : Ahmad Nadeem Qasmi
- Publication : 4 Maklood Road, Lahore (25Edition Nov. Dec. 1986)
- Edition : 25Edition Nov. Dec. 1986
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.