jo martaba ahmad ke wasi ka dekha
jo martaba ahmad ke vasī kā dekhā
ham ne nahīñ rutba ye kisī kā dekhā
kahte haiñ nabī jab huī me.arāj mujhe
pahuñchā jo vahāñ haath alī kā dekhā
jo martaba ahmad ke wasi ka dekha
hum ne nahin rutba ye kisi ka dekha
kahte hain nabi jab hui mearaj mujhe
pahuncha jo wahan hath ali ka dekha
- Book : Rubaiyat-e-Anis (Pg. 359)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.