kab fikr-o-KHayal ka asasa kam hai
kab fikr-o-ḳhayāl kā asāsa kam hai
likkhā hai bahut logoñ ne sochā kam hai
har chand kamī nahīñ hai lafzoñ kī magar
lafzoñ ke baratne kā salīqa kam hai
kab fikr-o-KHayal ka asasa kam hai
likkha hai bahut logon ne socha kam hai
har chand kami nahin hai lafzon ki magar
lafzon ke baratne ka saliqa kam hai
- Book : Firdaus-e-Khayal (Poetry) (Pg. 108)
- Author : Akbar Hyderabadi
- Publication : Nirali Duniya Publications (2002)
- Edition : 2002
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.