Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kahte hain ba-sad-naz mera nam na lo

Baqar Mehdi

kahte hain ba-sad-naz mera nam na lo

Baqar Mehdi

MORE BYBaqar Mehdi

    kahte haiñ ba-sad-nāz mirā naam na lo

    kaise haiñ ye andāz mirā naam na lo

    rusvā.ī se Dartī hai mohabbat ab tak

    khul jā.eñge sab raaz mirā naam na lo

    kahte hain ba-sad-naz mera nam na lo

    kaise hain ye andaz mera nam na lo

    ruswai se Darti hai mohabbat ab tak

    khul jaenge sab raaz mera nam na lo

    Source :
    • Book : Shahr-e-Aarzu (rekhta website) (Pg. 19)
    • Author : Baqar Mehdi
    • Publication : Gosh-e-Adab,Mumbai (1952)
    • Edition : 1952
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now