Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

maujuda taraqqi ka anjam

Altaf Hussain Hali

maujuda taraqqi ka anjam

Altaf Hussain Hali

MORE BYAltaf Hussain Hali

    pūchā jo kal anjām-e-taraqqī-e-bashar

    yāroñ se kahā pīr-e-muġhāñ ne hañs kar

    baaqī na rahegā koī insān meñ aib

    ho jā.eñge chhil chhilā ke sab aib o hunar

    pucha jo kal anjam-e-taraqqi-e-bashar

    yaron se kaha pir-e-mughan ne hans kar

    baqi na rahega koi insan mein aib

    ho jaenge chhil chhila ke sab aib o hunar

    Source :
    • Book : Rubayat-e-Hali (Pg. 27)
    • Author : Mohammad Rahmatullah
    • Publication : Uttar pardesh urdu acadmy ( 1982-1986)
    • Edition :  1982-1986
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now