raghbat jo dilai wusat-e-mashrab ki
raġhbat jo dilā.ī vus.at-e-mashrab kī
shāmil us meñ ġharaz thī be-shak sab kī
lekin tabdīl-e-vaz-o-naqal-e-fāteh
hai ba.az kī baat aur apne hī matlab kī
raghbat jo dilai wusat-e-mashrab ki
shamil us mein gharaz thi be-shak sab ki
lekin tabdil-e-waz-o-naqal-e-fateh
hai baz ki baat aur apne hi matlab ki
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.