shoalon ki tarah hain kabhi shabnam ki tarah
sho.aloñ kī tarah haiñ kabhī shabnam kī tarah
haiñ zaḳhmoñ kī sūrat kabhī marham kī tarah
koī bhī nahīñ jis pe bharosa kiije
yaañ log badal jaate haiñ mausam kī tarah
shoalon ki tarah hain kabhi shabnam ki tarah
hain zaKHmon ki surat kabhi marham ki tarah
koi bhi nahin jis pe bharosa kije
yan log badal jate hain mausam ki tarah
- Book : Aawaz Ke Saye (Poetry) (Pg. 132)
- Author : Obaidur Rahman
- Publication : Sehla Obaid (2001)
- Edition : 2001
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.