wo chehra suta hua wo husn-e-bimar
vo chehra sutā huā vo husn-e-bīmār
bechainī kī ruuh ko bhī aatā thā pyaar
dekhā hai karb ke bhī aalam meñ tujhe
hotā thā sukūn laakh jānoñ se nisār
wo chehra suta hua wo husn-e-bimar
bechaini ki ruh ko bhi aata tha pyar
dekha hai karb ke bhi aalam mein tujhe
hota tha sukun lakh jaanon se nisar
- Book : kulliyat-e-Firaq Gorakhpuri (Pg. 444)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.