Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

wo taj hai sar par ki daba jata hun

Hurmatul Ikaram

wo taj hai sar par ki daba jata hun

Hurmatul Ikaram

MORE BYHurmatul Ikaram

    vo taaj hai sar par ki dabā jaatā huuñ

    kis raakh meñ khoyā chalā jaatā huuñ

    lamhāt ke jhoñko na satāo itnā

    mahsūs ye hotā hai bujhā jaatā huuñ

    wo taj hai sar par ki daba jata hun

    kis rakh mein khoya sa chala jata hun

    lamhat ke jhonko na satao itna

    mahsus ye hota hai bujha jata hun

    Source :
    • Book : shab khuun (rekhta website)(56) (Pg. 34)
    • Author : Shamsur Rahman faruqi
    • Publication : Rani Mandi Allahabad (1971)
    • Edition : 1971
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now