zahir bhi tu hai aur nihan bhi tu hai
zāhir bhī tū hai aur nihāñ bhī tū hai
ma.anī bhī tū hai aur bayāñ bhī tū hai
donoñ aalam meñ tujh se sivā koī nahīñ
yaañ bhī tū hai aur vahāñ bhī tū hai
zahir bhi tu hai aur nihan bhi tu hai
mani bhi tu hai aur bayan bhi tu hai
donon aalam mein tujh se siwa koi nahin
yan bhi tu hai aur wahan bhi tu hai
- Book : Jahan-e-Urdu Rubayee (Pg. 19)
- Author : Aleem Saba Naveedi
- Publication : Tamilnadu Urdu Publication,Chennai (2011)
- Edition : 2011
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.