Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

zanjir se hone ka nahin dil bhaari

Yagana Changezi

zanjir se hone ka nahin dil bhaari

Yagana Changezi

MORE BYYagana Changezi

    zanjīr se hone nahīñ dil bhārī

    hoñ paañv meñ kitnī salāsil bhārī

    ka.aba safar kyā hai ghar se dar tak

    dil se dil tak magar hai manzil bhārī

    zanjir se hone ka nahin dil bhaari

    hon panw mein kitni hi salasil bhaari

    kaba ka safar hi kya hai ghar se dar tak

    dil se dil tak magar hai manzil bhaari

    Source :
    • Book : Funoon (Monthly) (Pg. 292)
    • Author : Ahmad Nadeem Qasmi
    • Publication : 4 Maklood Road, Lahore (Issue No. 25Edition Nov. Dec. 1986)
    • Edition : Issue No. 25Edition Nov. Dec. 1986
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now