aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "address"
tujhe dushmano.n kii KHabar na thii mujhe dosto.n kaa pataa nahii.ntirii daastaa.n ko.ii aur thii miraa vaaqi.a ko.ii aur hai
sab usii ke hai.n havaa KHushbuu zamiin o aasmaa.nmai.n jahaa.n bhii jaa.uu.ngaa us ko pata ho jaa.egaa
ai 'shumaar' aa.nkhe.n isii tarah bichhaa.e rakhnaajaane kis vaqt vo aa jaa.e pataa kuchh bhii nahii.n
ko.ii mujh tak pahu.nch nahii.n paataaitnaa aasaan hai pataa meraa
naam miraa thaa aur pata apne ghar kaaus ne mujh ko KHat likhne kii koshish kii
apnii galii me.n mujh ko na kar dafn ba.ad-e-qatlmere pate se KHalq ko kyuu.n teraa ghar mile
abhii to be-niyaazii me.n taKHaatub kii sii KHushbuu thiihame.n achchhaa lagaa thaa dard kaa dildaar ho jaanaa
vaa.iz salaam le ki chalaa mai-kade ko mai.nfirdaus-e-gum-shuda kaa pataa yaad aa gayaa
sar-e-raah kuchh bhii kahaa nahii.n kabhii us ke ghar mai.n gayaa nahii.nmai.n janam janam se usii kaa huu.n use aaj tak ye pataa nahii.n
isii shahr me.n ka.ii saal se mire kuchh qariibii aziiz hai.nunhe.n merii ko.ii KHabar nahii.n mujhe un kaa ko.ii pataa nahii.n
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books