aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "band"
rah-e-talab me.n kisii ko kisii kaa dhyaan nahii.nhujuum-e-ham-safaraa.n hai qariib aa jaa.o
sunaa hai ek aisaa taa.ifa hai ahl-e-fan me.njo diivaana nahii.n diivaana-pan pahne hu.e hai
ek ek kar ke KHud se bichha.Dne lage hai.n hamdekho to jaa ke qaafila-saalaar kaun hai
band-baajaa hai tho.Dii der kaa basraat bhar kis ne raqs karnaa hai
dil pahu.nchaa halaakii ko nipaT khii.nch kasaalaale yaar mire sallamahuu allaah-ta.aalaa
kahtaa hai 'talKH' ghar se nikalnaa karuu.ngaa bandko.ii bachaa hai jis se ki uljhaa nahii.n huu.n mai.n
ko.ii band-baajaa saa kaano.n me.n thaaajab shor uu.nche makaano.n me.n thaa
'ishq ik kaarvaan-e-aagaahiihusn ik be-KHabar luTeraa hai
milaa karte hai.n sab se ham jhuk ke daa.imkamaa.n kii tarah KHud me.n KHam dekhte hai.n
is taa.ife me.n ek kamii hai to aap kiiai dushmanaan-e-ilm-o-hunar raqs kiijiye
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books