aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "mat"
jo baiThaa hai saf-e-maatam bichhaa.e marg-e-zulmat parvo nauhagar hai KHatre me.n vo daanish-var hai KHatre me.n
baiThaa to boriye ke ta.ii.n sar pe rakh ke 'miir'saf kis adab se ham fuqaraa kii uThaa gayaa
do ghuu.nT ne ba.Dhaa diye rindo.n ke hauslemiinaa o KHum pe jhuk pa.De paimaana chho.D kar
'asad' ko boriye me.n dhar ke phuu.nkaa mauj-e-hastii nefaqiirii me.n bhii baaqii hai sharaarat naujavaanii kii
hai mu.azzin jo ba.Daa murG musallii us kiimasto.n se nok hii kii baat chalii jaatii hai
har jaam hai nazzaara-e-kausar mire haq me.nhar gaam hai gulgasht-e-musallaa mire aage
isii jaziira-e-jaa-e-namaaz par 'sarvat'zamaana ho gayaa dast-e-du.aa buland kiye
savaal hii na thaa dushman kii fath-yaabii kaahamaarii saf me.n munaafiq agar nahii.n aate
us sa.ng-e-aastaa.n pe jabiin-e-niyaaz haivo apnii jaa-namaaz hai aur ye namaaz hai
kal 'miir' ne kyaa kyaa kii mai ke liye betaabiiaaKHir ko giro rakhaa sajjaada-e-mehraabii
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books