SEARCH RESULTS
Showing search results for ",Gja"
Sher MATCHES FOR ",Gja"
Sher
Hafeez Jalandhari
Sher
Ahtamam Sadiq
Sher
rut badlii to zamii.n ke chehre kaa Gaaza bhii badlaa
ra.ng magar KHud aasmaan ne badle kaise kaise
Akbar Hyderabadi
Sher
mujh mast ko kyuu.n bhaa.e na vo saa.nvlii suurat
jii dau.De hai mai-kash kaa Gizaa-e-namakii.n par
Jurat Qalandar Bakhsh
Sher
murGiyaa.n kofte machhlii bhune tiitar anDe
kis ke ghar jaa.egaa sailaab-e-Gizaa mere ba.ad
Majeed Lahori
Sher
tuu apne paa.nv kii meh.ndii chhu.Daa ke de ai mahr
falak ko chaahiye Gaaza ruKH-e-qamar ke liye
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Sher
ishq to apne lahuu me.n hii sa.nvartaa hai so ham
kis liye ruKH pe ko.ii Gaaza lagaa kar dekhe.n
Ata Turab
Sher
raag apnaa gaa hamaaraa zikr mat kar ai raqiib
jab sataavegaa hame.n tab le.nge ham ik dhol thaap
Waliullah Muhib
Sher
Thahrii thii Gizaa apnii jo Gam ishq-e-butaa.n me.n
so aah hamaarii hame.n KHuuraak ne khaayaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Sher
ham hai.n KHaaliq-e-naGma laa.o saaz ham ko do
giit chhe.D baiThe ho aur gaa nahii.n sakte
Shahid Siddiqui
Sher
bajaa.e aab mai-e-nargisii pilaa mujh ko
Gizaa kuchh aur na baadaam ke sivaa Thahraa
Shah Naseer
Sher
ab aap hii bataa.e.n vo kaise nibhaa.egaa
jis ko nasiib dum nahii.n vo kyaa hilaa.e gaa
Saghar Khayyami
Sher
zaKHm khaa.uu.n yaar kii talvaar kaa paanii piyuu.n
Gair kaa ehsaa.n na luu.n aab-o-Gizaa ke vaaste
Khwaja Mohammad Wazir
Sher
ishq vo giit jo umro.n kii riyaazat maa.nge
kaun is giit ko aasaanii se gaa saktaa hai
Mahmood Ahmad Hashmi
Sher
farba-tanii kii fikr me.n naadaa.n hai.n roz-o-shab
aaKHir ko jaante nahii.n hai ye Gizaa-e-marg
Jurat Qalandar Bakhsh
Sher
Farhat Parveen
Sher
Kaif Bhopali
Sher
jaa.n muzmahil udaas nazar chehra sogvaar
aise to us kii bazm me.n jaayaa na jaa.e gaa