SEARCH RESULTS
Showing search results for ",RHd"
Sher MATCHES FOR ",rHd"
Sher
Akbar Allahabadi
Sher
Ashar Najmi
Sher
band kar baiThe ho ghar radd-e-balaa kii KHaatir
ek khi.Dkii to khulii rakhte havaa kii KHaatir
Jaleel Haider Lashari
Sher
ham kare.n baat daliilo.n se to rad hotii hai
us ke ho.nTo.n kii KHamoshii bhii sanad hotii hai
Muzaffar Warsi
Sher
the yahaa.n saare amal radd-e-amal ke muhtaaj
zindagii bhii hame.n darkaar thii marne ke liye
Ahmad Sagheer Siddiqui
Sher
ik tez ra.ad jaisii sadaa har makaan me.n
logo.n ko un ke ghar me.n Daraa denaa chaahiye
Muneer Niyazi
Sher
ra.ng apne jo the bhar bhii kahaa.n paa.e kabhii ham
ham ne to sadaa radd-e-amal me.n hii basar kii
Azra Parveen
Sher
ha.ngaam-e-vasl radd-o-badal mujh se hai abas
niklegaa kuchh na kaam nahii.n aur haa.n se aaj
Amanat Lakhnavi
Sher
yuu.n ehtimaam-e-radd-e-sahar kar diyaa gayaa
har raushnii ko shahr-badar kar diyaa gayaa
Sattar Syed
Sher
chho.Daa hai jab se parda mardaa ga.ii hai aurat
radd-o-badal hai kyaa kyaa ye arz phir karuu.ngaa