SEARCH RESULTS
Showing search results for "دهارا"
Sher MATCHES FOR "دهارا"
Sher
Ahmad Salman
Sher
Dushyant Kumar
Sher
jo sunte hai.n ki tire shahr me.n dashraa hai
ham apne ghar me.n divaalii sajaane lagte hai.n
Jamuna Parsad Rahi
Sher
na sikandar hai na daaraa hai na qaisar hai na jam
be-mahal KHaak me.n hai.n qasr banaane vaale
Mirza Raza Barq
Sher
mujhe ye zid hai kabhii chaa.nd ko asiir karuu.n
so ab ke jhiil me.n ik daa.era banaanaa hai
Shahbaz Khwaja
Sher
Ameeta Parsuram Meeta
Sher
daa.era khii.nch ke baiThaa huu.n ba.Dii muddat se
KHud se nikluu.n to kisii aur kaa rasta dekhuu.n
Bimal Krishn Ashk
Sher
hamaarii jaan pe dohraa azaab hai 'mohsin'
ki dekhnaa hii nahii.n ham ko sochnaa bhii hai
Mohsin Bhopali
Sher
Sandeep Gupte
Sher
Shaukat Pardesi
Sher
shab-e-hijr yuu.n dil ko bahlaa rahe hai.n
ki din bhar kii biitii ko dohraa rahe hai.n
Manzar Lakhnavi
Sher
aa.nkh se kyaa mai.n to apne dil se baahar ho gayaa
raqs hii aisaa thaa har ik daa.era kam pa.D gayaa
Shahnawaz Farooqi
Sher
sadiyo.n ke baad hosh me.n jo aa rahaa huu.n mai.n
lagtaa hai pahle jurm ko dohraa rahaa huu.n mai.n
Zulfiqar Naqvi
Sher
dil ki hai sarmaaya-daar-e-izzat o naamuus-e-husn
hai yahii markaz yahii hai daa.era mere liye