SEARCH RESULTS
Showing search results for "غائب"
Sher MATCHES FOR "غائب"
Sher
ham ko ma.aluum hai jannat kii haqiiqat lekin
dil ke KHush rakhne ko 'Gaalib' ye KHayaal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Sher
hazaar chehre hai.n maujuud aadmii Gaa.eb
ye kis KHaraabe me.n duniyaa ne laa ke chho.D diyaa
Shahzad Ahmad
Sher
Mirza Ghalib
Sher
milte nahii.n hai.n apnii kahaanii me.n ham kahii.n
Gaa.eb hu.e hai.n jab se tirii daastaa.n se ham
Rajesh Reddy
Sher
is saadgii pe kaun na mar jaa.e ai KHudaa
la.Dte hai.n aur haath me.n talvaar bhii nahii.n
Mirza Ghalib
Sher
kamar-e-yaar hai baariikii se Gaa.eb har chand
magar itnaa to kahuu.ngaa ki vo ma.aduum nahii.n
Akbar Allahabadi
Sher
aaKHir 'zafar' hu.aa huu.n manzar se KHud hii Gaa.eb
usluub-e-KHaas apnaa mai.n aam karte karte
Zafar Iqbal
Sher
kidhar ko jaa.uu.n havaa.o.n kii qaid se chhuT kar
zamiin ta.ng hu.ii aur raastaa Gaa.eb
Nadeem Goyai
Sher
Natiq Gulavthi
Sher
ik KHauf-e-dushmanii jo ta.aaqub me.n sab ke hai
ik harf-e-lutf jo kahii.n Gaa.eb hai shahr me.n
Zafar Ajmi
Sher
sub.h-dam Gaa.eb hu.e 'anjum' to saabit ho gayaa
KHanda-e-behuuda par to.De ga.e dandaan-e-sub.h
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Sher
Mirza Ghalib
Sher
un ke dekhe se jo aa jaatii hai mu.nh par raunaq
vo samajhte hai.n ki biimaar kaa haal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Sher
ye na thii hamaarii qismat ki visaal-e-yaar hotaa
agar aur jiite rahte yahii intizaar hotaa
Mirza Ghalib
Sher
ishq par zor nahii.n hai ye vo aatish 'Gaalib'
ki lagaa.e na lage aur bujhaa.e na bane