SEARCH RESULTS
Showing search results for "ہل"
Sher MATCHES FOR "ہل"
Sher
baarish ke baa'd raat sa.Dak aa.ina sii thii
ik paa.nv paaniyo.n pe pa.Daa chaa.nd hil gayaa
Khvaja hasan askari
Sher
Iftikhar Raghib
Sher
Aziz Faisal
Sher
ummiid kaa buraa ho samjhaa ki aap aa.e
be-vaj.h shab ko hil kar zanjiir-e-dar ne maaraa
Javed Lakhnvi
Sher
suuraj ko to.D-mo.D ke jab din kiyaa tamaam
taaro.n ke TuuTne se shab-e-taar hil ga.ii
Muzaffar Hanfi
Sher
'zahuur' karnaa hai ran mubaddal-ba-kisht mujh ko
mai.n apnii talvaar kuuT kar hal banaa rahaa huu.n
Zahoor Minhas
Sher
DyoDhii me.n aa gayaa thaa ki baarish zaraa thame
zanjiir-e-dar to yuu.n hii mire yaar hil ga.ii
Muzaffar Hanfi
Sher
ham ko ma.aluum hai jannat kii haqiiqat lekin
dil ke KHush rakhne ko 'Gaalib' ye KHayaal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Sher
ham aah bhii karte hai.n to ho jaate hai.n badnaam
vo qatl bhii karte hai.n to charchaa nahii.n hotaa
Akbar Allahabadi
Sher
us kii yaad aa.ii hai saa.nso zaraa aahista chalo
dha.Dkano.n se bhii ibaadat me.n KHalal pa.Dtaa hai
Rahat Indori
Sher
Allama Iqbal
Sher
Ahmad Faraz
Sher
is saadgii pe kaun na mar jaa.e ai KHudaa
la.Dte hai.n aur haath me.n talvaar bhii nahii.n
Mirza Ghalib
Sher
aziiz itnaa hii rakkho ki jii sambhal jaa.e
ab is qadar bhii na chaaho ki dam nikal jaa.e