SEARCH RESULTS
Showing search results for "ग़द्दारी"
Sher MATCHES FOR "ग़द्दारी"
Sher
kuchh is tarah se guzaarii hai zindagii jaise
tamaam umr kisii duusre ke ghar me.n rahaa
Ahmad Faraz
Sher
ai sham.a tujh pe raat ye bhaarii hai jis tarah
mai.n ne tamaam umr guzaarii hai is tarah
Natiq Lakhnavi
Sher
Irfan Siddiqi
Sher
KHvaabo.n par iKHtiyaar na yaado.n pe zor hai
kab zindagii guzaarii hai apne hisaab me.n
Fatima Hasan
Sher
raushnii baa.nTtaa huu.n sarhado.n ke paar bhii mai.n
ham-vatan is liye Gaddaar samajhte hai.n mujhe
Shahid Zaki
Sher
umr sab zauq-e-tamaashaa me.n guzaarii lekin
aaj tak ye na khulaa kis ke talabgaar hai.n ham
Muztar Khairabadi
Sher
Dr. Azam
Sher
ishq me.n shikva kufr hai aur har iltijaa haraam
to.D de kaasa-e-muraad ishq gadaagarii nahii.n
Asar Rampuri
Sher
Gam-gusaarii ke liye ab nahii.n aataa hai ko.ii
zaKHm bhar jaane kaa imkaa.n na hu.aa thaa so hu.aa
Athar Nadir
Sher
ajab tarah se guzaarii hai zindagii ham ne
jahaa.n me.n rah ke na kaar-e-jahaa.n ko pahchaanaa
Wazir Agha
Sher
na so sakaa huu.n na shab jaag kar gizaarii hai
ajiib din hai.n sukuu.n hai na be-qaraarii hai
Zuhoor Nazar
Sher
dekh phuulo.n se lade dhuup nahaa.e hu.e pe.D
ha.ns ke kahte hai.n guzaarii hai KHizaa.n bhii ham ne
Zia Jalandhari
Sher
dekh lenaa ek din be-roz-gaarii kaa azaab
chhiin kar chehro.n kii saarii dilkashii le jaa.egaa