SEARCH RESULTS
Showing search results for "तल्क़ीनों"
Sher MATCHES FOR "तल्क़ीनों"
Sher
apnii anaa kii aaj bhii taskiin ham ne kii
jii bhar ke us ke husn kii tauhiin ham ne kii
Iqbal Sajid
Sher
KHamoshii se musiibat aur bhii sa.ngiin hotii hai
ta.Dap ai dil ta.Dapne se zaraa taskiin hotii hai
Shad Azimabadi
Sher
Divakar Rahi
Sher
ummiid to ba.ndh jaatii taskiin to ho jaatii
va.ada na vafaa karte va.ada to kiyaa hotaa
Chiragh Hasan Hasrat
Sher
pahlii cigarette pahlaa KHvaab aur pahlaa ishq
in tiino.n me.n ek bhii mujh ko yaad nahii.n
Imran Shamshad Narmi
Sher
mujh se ziyaada kaun tamaasha dekh sakegaa
gaa.ndhii-jii ke tiino.n bandar mere andar
Nazir Wahid
Sher
Asrarul Haq Majaz
Sher
shab-e-visaal me.n sun.naa pa.Daa fasaana-e-Gair
samajhte kaash vo apnaa na raazdaar mujhe
Taskeen Dehlavi
Sher
taskiin de sake.nge na jaam-o-subuu mujhe
bechain kar rahii hai tirii aarzuu mujhe
Mahesh Chandra Naqsh
Sher
ik dard ho bas aaTh pahar dil me.n ki jis ko
taKHfiif davaa se ho na taskiin du.aa se
Altaf Hussain Hali
Sher
taskiin to hotii thii taskiin na hone se
ronaa bhii nahii.n aataa har vaqt ke rone se
Shad Azimabadi
Sher
yuu.n tasallii ko to ik yaad bhii kaafii thii magar
dil ko taskiin tire lauT ke aane se milii
Anwar Sadeed
Sher
Qabil Ajmeri
Sher
Taskeen Dehlavi
Sher
ab ye aa.nkhe.n kisii taskiin se taabinda nahii.n
mai.n ne rafta se ye jaanaa hai ki aa.inda nahii.n
Zia Jalandhari
Sher
utnii hii nigaaho.n kii mirii pyaas ba.Dhii hai
jitnii ki tujhe dekh ke taskiin hu.ii hai