SEARCH RESULTS
Showing search results for "ध्यान"
Sher MATCHES FOR "ध्यान"
Sher
Firaq Gorakhpuri
Sher
mai.n baaG me.n huu.n taalib-e-diidaar kisii kaa
gul par hai nazar dhyaan me.n ruKHsaar kisii kaa
Taashshuq Lakhnavi
Sher
KHushii milii to ye aalam thaa bad-havaasii kaa
ki dhyaan hii na rahaa Gam kii be-libaasii kaa
Zafar Iqbal
Sher
Ahmad Mushtaq
Sher
ab miraa dhyaan kahii.n aur chalaa jaataa hai
ab ko.ii film mukammal nahii.n dekhii jaatii
Jawad Sheikh
Sher
Abbas Tabish
Sher
dhyaan me.n us ke fanaa ho kar ko.ii mu.nh dekh le
dil vo aa.iina nahii.n jo har ko.ii mu.nh dekh le
Joshish Azimabadi
Sher
rafaaqato.n kaa mirii us ko dhyaan kitnaa thaa
zamiin le lii magar aasmaan chho.D gayaa
Parveen Shakir
Sher
nahii.n thaa dhyaan ko.ii to.Dte hu.e cigarette
mai.n tujh ko bhuul gayaa chho.Dte hu.e cigarette
Afzal Khan
Sher
Meer Taqi Meer
Sher
Bhartendu Harishchandra
Sher
kis kaa hai intizaar kahaa.n dhyaan hai lagaa
kyuu.n chau.nk chau.nk jaate ho aavaaz-e-paa ke saath
Nizam Rampuri
Sher
aap ke hote kisii aur ko chaahuu.n tauba
kis taraf dhyaan hai kyaa aap ye farmaate hai.n