SEARCH RESULTS
Showing search results for "मेला"
Sher MATCHES FOR "मेला"
Sher
ik baar us ne mujh ko dekhaa thaa muskuraa kar
itnii to hai haqiiqat baaqii kahaaniyaa.n hai.n
Mela Ram Wafa
Sher
sunaa hai shahar me.n zaKHmii dilo.n kaa mela hai
chale.nge ham bhii magar pairahan rafuu kar ke
Mohsin Naqvi
Sher
tum bhii karoge jabr shab o roz is qadar
ham bhii kare.nge sabr magar iKHtiyaar tak
Mela Ram Wafa
Sher
ishq kii tamannaa thii ishq kii tamannaa hai
ishq hii kii raaho.n me.n mastiyo.n kaa mela hai
Awais ul Hassan Khan
Sher
raate.n aish-o-ishrat kii din dukh dard musiibat ke
aatii aatii aatii hai.n jaate jaate jaate hai.n
Mela Ram Wafa
Sher
Mela Ram Wafa
Sher
itnii tauhiin na kar merii balaa-noshii kii
saaqiyaa mujh ko na de maap ke paimaane se
Mela Ram Wafa
Sher
aalam hai tire partav-e-ruKH se ye hamaaraa
hairat se hame.n shams-o-qamar dekh rahe hai.n
Mela Ram Wafa
Sher
kaisii kashish hai ishq ke TuuTe mazaar me.n
mela lagaa hu.aa hai hamaare dayaar me.n
Jitendra Mohan Sinha Rahbar
Sher
din judaa.ii kaa diyaa vasl kii shab ke badle
lene the ai falak-e-piir ye kab ke badle
Mela Ram Wafa
Sher
maanaa ki terii diid ke qaabil nahii.n huu.n mai.n
tuu meraa shauq dekh miraa intizaar dekh