SEARCH RESULTS
Showing search results for "लड़ाई"
Sher MATCHES FOR "लड़ाई"
Sher
Bahadur Shah Zafar
Sher
aap ko aataa rahaa mere sataane kaa KHayaal
sulh se achchhii rahii mujh ko la.Daa.ii aap kii
Hasrat Mohani
Sher
Muztar Khairabadi
Sher
kal vasl me.n bhii nii.nd na aa.ii tamaam shab
ek ek baat par thii la.Daa.ii tamaam shab
Mamnoon Nizamuddin
Sher
jaante hai.n ham mohabbat-aazmaa.ii ho chukii
aa.o lag jaa.o gale bas ab la.Daa.ii ho chukii
Unknown
Sher
na la.Daa.o nazar raqiibo.n se
kaam achchhaa nahii.n la.Daa.ii kaa
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Sher
ajab nahii.n ki isii baat par la.Daa.ii ho
mu.aahida ye hu.aa hai ki ab la.De.nge nahii.n
Shahzad Ahmad
Sher
kyaa burii hai mirii taqdiir ilaahii tauba
sulh kaa naam jo luu.n aur la.Daa.ii ho jaa.e
Lala Madhav Ram Jauhar
Sher
yuu.n to la.Daa.ii-jhag.De kii aadat nahii.n mujhe
phir bhii Galat kiyaa thaa garebaan chho.D kar
Ehya Bhojpuri
Sher
ham na big.De.nge agar chasm-numaa.ii hogii
phir kahii.n aa.nkh la.Daa.ii to la.Daa.ii hogii
Shad Lakhnavi
Sher
KHudaa kii razaa hai na haasil kisii ko
KHudaa ke liye par la.Daa.ii bahut hai
Azhar Hashmi Sabqat
Sher
mujh me.n aur un me.n sabab kyaa jo la.Daa.ii hogii
ye havaa.ii kisii dushman ne u.Daa.ii hogii
Mohammad Amaan Nisar
Sher
ushshaaq ke aage na la.Daa Gairo.n se aa.nkhe.n
Dar hai ki na ho jaa.e la.Daa.ii tire dar par
Sharaf Mujaddidi
Sher
phir ek baar la.Daa.ii thii apnii suuraj se
ham aa.iino.n kii tarah phir yahaa.n vahaa.n TuuTe
Najmus Saqib
Sher
dil ne lagaa diyaa hai jo ik kaam se mujhe
har dam la.Daa.ii rahtii hai aaraam se mujhe
Ahmad Mahfuz
Sher
umr-e-daraaz maa.ng ke laa.ii thii chaar din
do aarzuu me.n kaT ga.e do intizaar me.n
Seemab Akbarabadi
Sher
sharte.n lagaa.ii jaatii nahii.n dostii ke saath
kiije mujhe qubuul mirii har kamii ke saath
Waseem Barelvi
Sher
laa.ii hayaat aa.e qazaa le chalii chale
apnii KHushii na aa.e na apnii KHushii chale