SEARCH RESULTS
Showing search results for "वजह-ए-मुश्किलात"
Sher MATCHES FOR "वजह-ए-मुश्किलात"
Sher
ajiib vaj.h-e-mulaaqaat thii mirii us se
ki vo bhii merii tarah shahr me.n akelaa thaa
Mansoora Ahmad
Sher
ishq vaj.h-e-zindagii bhii dushman-e-jaanii bhii hai
ye nadii paayaab bhii hai aur tuufaanii bhii hai
Javaan Sandelvi
Sher
haal-e-dil likhte na logo.n kii zabaa.n me.n pa.Dte
vaj.h-e-a.ngusht-numaa.ii ye qalam hai ham ko
Dattatriya Kaifi
Sher
Aziz Tamannai
Sher
du.aa hii vaj.h-e-karaamaat tho.Dii hotii hai
Gazab kii dhuup me.n barsaat tho.Dii hotii hai
Hijab Abbasi
Sher
Haneef akhgar
Sher
dil KHush jo nahii.n rahtaa to is kaa bhii sabab hai
maujuud ko.ii vaj.h-e-masarrat nahii.n hotii
Akram Mahmud
Sher
Seemab Akbarabadi
Sher
Muhammad Ayyub Zauqi
Sher
us kaa honaa bhii bharii bazm me.n hai vaj.h-e-sukuu.n
kuchh na bole bhii to vo meraa taraf-daar lage
Shaz Tamkanat
Sher
Amjad Najmi
Sher
haa.n vaz-e-ehtiyaat kaa qaa.il nahii.n huu.n me.n
jo zaKHm hai jigar me.n chhupaane se mai.n rahaa
Shahid Kamal
Sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
hariif-e-matlab-e-mushkil nahii.n fusuun-e-niyaaz
du.aa qubuul ho yaa rab ki umr-e-KHizr daraaz!