SEARCH RESULTS
Showing search results for "शीशे"
Sher MATCHES FOR "शीशे"
Sher
is ghar kii saarii diivaare.n shiishe kii hai.n
lekin is ghar kaa maalik KHud ik patthar hai
Rasa Chughtai
Sher
is dil me.n tire husn kii vo jalvagarii hai
jo dekhe hai kahtaa hai ki shiishe me.n parii hai
Josh Malihabadi
Sher
Andaleeb Shadani
Sher
Nushur Wahidi
Sher
Jaun Eliya
Sher
Unknown
Sher
o.Dh liyaa hai mai.n ne libaadaa shiishe kaa
ab mujh ko kisii patthar se Takraane do
Kumar Pashi
Sher
Laiq Aajiz
Sher
shiishe khule nahii.n abhii saaGar chale nahii.n
u.Dne lagii parii kii tarah buu sharaab kii
Aziz Hyderabadi
Sher
TuuT kar kitno.n ko majruuh ye kar saktaa hai
sa.ng tuu ne abhii dekhaa nahii.n shiishe kaa jigar
Karamat Ali Karamat
Sher
saaqii nazar na aa.e to gardan jhukaa ke dekh
shiishe me.n maahtaab hai sach boltaa huu.n mai.n
Unknown
Sher
yahii to hotaa hai shiishe ke kaarobaar kaa hashr
uja.D gayaa hai achaanak haraa-bharaa baazaar
Qaus Siddiqui
Sher
kyaa mausamo.n ke TuuTte rishto.n kaa KHauf hai
shiishe sajaa liye hai.n sabhii ne dukaan par
Syed Arif
Sher
Akhtar Ansari
Sher
pattharo.n ke des me.n shiishe kaa hai apnaa vaqaar
devtaa apnii jagah aur aadmii apnii jagah
Ganesh Bihari Tarz
Sher
kisii ke aane se saaqii ke aise hosh u.De
sharaab siiKH pe Daalii kabaab shiishe me.n