SEARCH RESULTS
Showing search results for "साथी"
Sher MATCHES FOR "साथी"
Sher
ujaale apnii yaado.n ke hamaare saath rahne do
na jaane kis galii me.n zindagii kii shaam ho jaa.e
Bashir Badr
Sher
Zeb Ghauri
Sher
Majrooh Sultanpuri
Sher
saathii mire kahaa.n se kahaa.n tak pahu.nch ga.e
mai.n zindagii ke naaz uThaane me.n rah gayaa
Umair Manzar
Sher
Nida Fazli
Sher
dayaar-e-nuur me.n tiira-shabo.n kaa saathii ho
ko.ii to ho jo mirii vahshato.n kaa saathii ho
Iftikhar Arif
Sher
mai.n us se jhuuT bhii boluu.n to mujh se sach bole
mire mizaaj ke sab mausamo.n kaa saathii ho
Iftikhar Arif
Sher
ai buto ranj ke saathii ho na aaraam ke tum
kaam hii jab nahii.n aate ho to kis kaam ke tum
Muztar Khairabadi
Sher
ye bhii shaayad zindagii kii ik adaa hai dosto
jis ko saathii mil gayaa vo aur tanhaa ho gayaa
Afzal Minhas
Sher
Alam Khursheed
Sher
vo mere naam kii nisbat se mo'tabar Thahre
galii galii mirii rusvaa.iyo.n kaa saathii ho
Iftikhar Arif
Sher
Nasir Shahzad
Sher
ik husn-e-tasavvur hai jo ziist kaa saathii hai
vo ko.ii bhii manzil ho ham log nahii.n tanhaa