SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHushiyo.n"
Sher MATCHES FOR "KHushiyo.n"
Sher
Nida Fazli
Sher
merii KHushiyo.n se vo rishta hai tumhaaraa ab tak
iid ho jaa.e agar iid-mubaarak kah do
Nomaan Shauque
Sher
Gam bik rahe the mele me.n KHushiyo.n ke naam par
maayuus ho ke lauTe hai.n har ik dukaa.n se ham
Rajesh Reddy
Sher
Anjum Barabankvi
Sher
Bharat Bhushan Pant
Sher
mahfil me.n phuul KHushiyo.n ke jo baa.nTtaa rahaa
tanhaa.ii me.n milaa to bahut hii udaas thaa
Hanif Tarin
Sher
bhalii kyuu.n lage ham ko KHushiyo.n kii dastak
abhii ham mohabbat kaa Gam kar rahe hai.n
Fariha Naqvi
Sher
javaaz kuchh nahii.n hotaa hamaarii KHushiyo.n kaa
udaas rahne kaa ko.ii sabab nahii.n hotaa
Haneef Najmi
Sher
Shabana Yousaf
Sher
dil me.n 'asGar' ke KHushiyo.n kii barsaat thii
ha.nste ha.nste vo kyuu.n Gam-zada ho gayaa
Asghar Shamim
Sher
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Sher
hamaare daur kii taariikiyaa.n miTaane ko
sahaab-e-dard se KHushiyo.n kaa chaa.nd ubhraa hai
Khalid Suhail
Sher
aa jaatii hai.n kuchh KHushiyaa.n andesho.n me.n
kuchh andeshe KHushiyo.n me.n aa jaate hai.n
Kamran Nafees
Sher
Faryad Aazar
Sher
Gurbat kii tez aag pe aksar pakaa.ii bhuuk
KHush-haaliyo.n ke shahr me.n kyaa kuchh nahii.n kiyaa
Iqbal Sajid
Sher
mai.n KHushbu.o.n ke zikr pe KHaamosh hii rahaa
haalaa.nki ek phuul mire haafize me.n thaa