SEARCH RESULTS
Showing search results for "aKHtar-shanaas"
Sher MATCHES FOR "aKHtar-shanaas"
Sher
shabaab tum se karegaa jo tum ne ham se kiyaa
tumhaaraa husn bhii niklegaa bevafaa mausam
Saeed Ahmad Akhtar
Sher
ye ilm kaa saudaa ye risaale ye kitaabe.n
ik shaKHs kii yaado.n ko bhulaane ke liye hai.n
Jan Nisar Akhtar
Sher
us shaKHs ke Gam kaa ko.ii andaaza lagaa.e
jis ko kabhii rote hu.e dekhaa na kisii ne
Wakil Akhtar
Sher
kiijiye kis kis se aaKHir naa-shanaasii kaa gila
jab kisii ne bhii nigaah-e-mo.atabar Daalii nahii.n
Akhtar Bastavi
Sher
milaa ke qatra-e-shabnam me.n rang o nik.hat-e-gul
ko.ii sharaab banaa.o bahaar ke din hai.n
Akhtar Ansari
Sher
shabaab naam hai us jaa.n-navaaz lamhe kaa
jab aadmii ko ye mahsuus ho javaa.n huu.n mai.n
Akhtar Ansari
Sher
shabaab-e-dard mirii zindagii kii sub.h sahii
piyuu.n sharaab yahaa.n tak ki shaam ho jaa.e
Akhtar Ansari
Sher
dilo.n me.n karb ba.Dhtaa jaa rahaa hai
magar chehre abhii shaadaab se hai.n
Akhtar Shahjahanpuri
Sher
rago.n me.n dau.Dtii hai.n bijliyaa.n lahuu ke evaz
shabaab kahte hai.n jis chiiz ko qayaamat hai
Akhtar Ansari
Sher
lamho.n ke taar khii.nchtaa rahtaa thaa raat din
ik shaKHs le gayaa mirii sadiyaa.n sameT ke
Kamil Akhtar
Sher
Hari Chand Akhtar
Sher
ye ra.ng-o-kaif kahaa.n thaa shabaab se pahle
nazar kuchh aur thii mauj-e-sharaab se pahle
Akhtar Ansari Akbarabadi
Sher
Akhtar Shirani
Sher
jiinaa azaab kyuu.n hai ye kyaa ho gayaa mujhe
kis shaKHs kii lagii hai bhalaa bad-du.aa mujhe
Salman Akhtar
Sher
ik husn-e-mukammal hai to ik ishq-saraapaa
hoshyaar saa ik shaKHs hai diivaana saa ik shaKHs