SEARCH RESULTS
Showing search results for "asiir-e-mohabbat"
Sher MATCHES FOR "asiir-e-mohabbat"
Sher
Aal-e-Raza Raza
Sher
maKHluuq ko tumhaarii mohabbat me.n ai buto
iimaan kaa KHayaal na islaam kaa lihaaz
Parveen Umm-e-Mushtaq
Sher
Parveen Umm-e-Mushtaq
Sher
Hafeez Jalandhari
Sher
asiir-e-panja-e-ahd-e-shabaab kar ke mujhe
kahaa.n gayaa miraa bachpan KHaraab kar ke mujhe
Muztar Khairabadi
Sher
phir mahiina KHatm ho jaane ko hai ramzaan kaa
phir asiir-e-huqqa-o-nasvaar ho jaa.e.nge ham
Baqar Wasim Qazi
Sher
be-shak asiir-e-gesuu-e-jaanaa.n hai.n be-shumaar
hai ko.ii ishq me.n bhii giraftaar dekhnaa
Haneef Akhgar
Sher
Sada Ambalvi
Sher
Waqar Manvi
Sher
tuu chho.D ab to asiir-e-qafas ko ai sayyaad
kalii chaTakne lagii mausam-e-gulaab aayaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
ham hai.n asiir-e-zabt ijaazat nahii.n hame.n
ro paa rahe hai.n aap badhaa.ii hai ro.iye
Abbas Qamar
Sher
mire KHudaa ne kiyaa thaa mujhe asiir-e-bahisht
mire gunah ne rihaa.ii mujhe dilaa.ii hai
Ahmad Nadeem Qasmi
Sher
asiir-e-zulf ko shaayad yahii.n rihaa.ii hai
pukaartaa huu.n jise vo sadaa me.n aayaa hai
Vishal Khullar
Sher
jis qadar jazb-e-mohabbat kaa asar hotaa gayaa
ishq KHud tark o talab se be-KHabar hotaa gayaa
Qamar Moradabadi
Sher
tuu ne jis baat ko iz.haar-e-mohabbat samjhaa
baat karne ko bas ik baat rakhii thii ham ne
Ameer Imam
Sher
dono.n bahr-e-shola-e-zaat dono.n asiir-e-anaa
dariyaa ke lab par paanii dasht ke lab par pyaas
Krishna Kumar Toor
Sher
KHabar bhii hai tujhe is daftar-e-mohabbat ko
jalaane jalne me.n kyaa kyaa zamaane lagte hai.n
Amir Hamza Saqib
Sher
majaal-e-tark-e-mohabbat na ek baar hu.ii
KHayaal-e-tark-e-mohabbat to baar baar kiyaa