SEARCH RESULTS
Showing search results for "beTiyo.n"
Sher MATCHES FOR "beTiyo.n"
Sher
hai in diyo.n kaa muqaddar bhii beTiyo.n jaisaa
kahaa.n banaa.e ga.e aur hu.e kahaa.n raushan
Anjali Sahar
Sher
aadam ke laaDle bhii kuchh kam nahii.n hai.n lekin
havvaa kii beTiyo.n se allaah hii bachaa.e
Manzar Suhai
Sher
Iftikhar Arif
Sher
Ameer Khusrau
Sher
Mohsin Naqvi
Sher
Iftikhar Arif
Sher
KHizaa.n kii rut hai janam-din hai aur dhu.aa.n aur phuul
havaa bikher ga.ii mom-battiyaa.n aur phuul
Sabir Zafar
Sher
hame.n aziiz hai.n in bastiyo.n kii diivaare.n
ki jin ke saa.e bhii diivaar bante jaate the
Kishwar Naheed
Sher
vaaqif nahii.n ki paa.nv me.n pa.Dtii hai.n be.Diyaa.n
duulhe ko ye KHushii hai ki merii baraat hai
Lala Madhav Ram Jauhar
Sher
khi.Dkiyo.n se jhaa.nktii hai raushnii
battiyaa.n jaltii hai.n ghar ghar raat me.n
Mohammad Alvi
Sher
parind pe.D se parvaaz karte jaate hai.n
ki bastiyo.n kaa muqaddar badaltaa jaataa hai
Asad Badayuni
Sher
bastiyo.n me.n hone ko haadse bhii hote hai.n
pattharo.n kii zad par kuchh aa.ine bhii hote hai.n
Ghulam Rabbani Taban
Sher
ye rang ra.ng parinde hii ham se achchhe hai.n
jo ik daraKHt pe rahte hai.n beliyo.n kii tarah
Khaqan Khavar
Sher
sun bastiyo.n kaa haal jo had se guzar ga.ii.n
un ummato.n kaa zikr jo rasto.n me.n mar ga.ii.n
Muneer Niyazi
Sher
Mirza Ghalib
Sher
ik tariiqa ye bhii thaa phal baa.nTte vo umr-bhar
bhaa.iyo.n ne pe.D kaaTaa aur lak.Dii baa.nT lii