SEARCH RESULTS
Showing search results for "biinaa"
Sher MATCHES FOR "biinaa"
Sher
jo kam-nigaah the vahii ahl-e-nazar bane
ham ko hamaare diida-e-biinaa se kyaa milaa
Mubarak Mungeri
Sher
KHudaa ne ga.D.h to diyaa aalam-e-vajuud magar
sajaavaTo.n kii binaa aurato.n kii zaat hu.ii
Abdul Hamid Adam
Sher
tumhaare binaa sab adhuure hai.n jaanaa.n
sabaa phuul KHush-buu chaman raushnii ra.ng
Indira Varma
Sher
Raghvendra Dwivedi
Sher
saamne aa.e binaa us se muKHaatab rahnaa
ek jaaduu hai jo aataa hai mujhe sirf mujhe
Jyoti Azad Khatri
Sher
binaa thii aish-e-jahaa.n kii tamaam Gaflat par
khulii jo aa.nkh to goyaa ki ahtelaam hu.aa
Qayem Chaandpuri
Sher
Mael Lakhnavi
Sher
mujh be-gunah ke qatl kaa aaha.ng kab talak
aa ab binaa-e-sulh rakhe.n ja.ng kab talak
Qayem Chaandpuri
Sher
mai.n huu.n ki mujh ko diida-e-biinaa kaa rog hai
aur log hai.n ki kaam unhe.n apne kaam se
Jamal Ehsani
Sher
aashnaa ho kar buto.n ke ho ga.e haq-aashnaa
ham ne ka.abe kii binaa Daalii hai but-KHaane ke ba.ad
Jaleel Manikpuri
Sher
har zarra hai jamaal kii duniyaa liye hu.e
insaa.n agar ho diida-e-biinaa liye hu.e
Hanson Rehani
Sher
shaayad vo is binaa pe hame.n baKHsh de ki ham
kaafir bane rahe pa munaafiq nahii.n hu.e
Kazim Rizvi
Sher
ham azal se taalib-e-diidaar bahjat hai.n bhalaa
kis tarah hove binaa dekhe but-e-gokul ke kal