SEARCH RESULTS
Showing search results for "chand roz aur merii jaan faqat chand hii roz"
Sher MATCHES FOR "chand roz aur merii jaan faqat chand hii roz"
Sher
vasl ko mauquuf karnaa pa.D gayaa hai chand roz
ab mujhe milne na aanaa ab ko.ii shikva nahii.n
Unknown
Sher
roz-e-hisaab jab miraa pesh ho daftar-e-amal
aap bhii sharmsaar ho mujh ko bhii sharmsaar kar
Allama Iqbal
Sher
jiitaa hai sirf tere liye kaun mar ke dekh
ik roz merii jaan ye harkat bhii kar ke dekh
Adil Mansuri
Sher
na chaa.nd kaa na sitaaro.n na aaftaab kaa hai
savaal ab ke mirii jaa.n tire javaab kaa hai
Sarfaraz Khalid
Sher
allaah-re sanam ye tirii KHud-numaa.iyaa.n
is husn-e-chand-roza pe itnaa Guruur ho
Khwaja Imami amani
Sher
ko.ii kyaa jaane ki hai roz-e-qayaamat kyaa chiiz
duusraa naam hai merii shab-e-tanhaa.ii kaa
Jaleel Manikpuri
Sher
sohbat me.n jaahilo.n kii guzaare the chand roz
phir ye hu.aa mai.n vaaqif-e-aadaab ho gayaa
Obaidur Rahman
Sher
daarushshafaa-e-ishq me.n le jaa ke ham ko ishq
bolaa ki chand roz ye biimaariyaa.n rahe.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
Yashvardhan Mishra
Sher
va.ado.n hii pe har roz mirii jaan na Taalo
hai eid kaa din ab to gale ham ko lagaa lo
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
dekh kar tuul-e-shab-e-hijr du.aa kartaa huu.n
vasl ke roz se bhii umr mirii kam ho jaa.e
Mirza Raza Barq
Sher
tum aa ga.e ho to kuchh chaa.ndnii sii baate.n ho.n
zamii.n pe chaa.nd kahaa.n roz roz utartaa hai
Waseem Barelvi
Sher
Yashvardhan Mishra
Sher
kahkashaa.n chaa.nd sitaare hai.n faqat naqsh-e-qadam
dekhte jaa.o kahaa.n tak hai rasaa.ii merii
Moid Rahbar Lakhnavi
Sher
ai ishq tuu har-chand miraa dushman-e-jaa.n ho
marne kaa nahii.n naam kaa mai.n apne 'baqaa' huu.n
Baqaullah 'Baqa'
Sher
chaa.nd saa misra akelaa hai mire kaaGaz par
chhat pe aa jaa.o miraa sher mukammal kar do