SEARCH RESULTS
Showing search results for "dar-e-yaar"
Sher MATCHES FOR "dar-e-yaar"
Sher
mai.n to hairaa.n huu.n matab hai ki dar-e-yaar hai ye
yaa.n to biimaar pe biimaar chale aate hai.n
Jurat Qalandar Bakhsh
Sher
paa-bos-e-yaar kii hame.n hasrat hai ai nasiim
aahista aa.iiyo tuu hamaare mazaar par
Rangin Saadat Yaar Khan
Sher
Ibn۔e۔Insha
Sher
jahaa.n me.n ho ga.ii naa-haq tirii jafaa badnaam
kuchh ahl-e-shauq ko daar-o-rasan se pyaar bhii hai
Aale Ahmad Suroor
Sher
Parveen Umm-e-Mushtaq
Sher
dar-ba-dar maaraa-phiraa mai.n justujuu-e-yaar me.n
zaahid-e-ka.aba hu.aa rahbaan-e-but-KHaana hu.aa
Hatim Ali Mehr
Sher
kuucha-e-yaar me.n rahne se nahii.n aur husuul
ishq hai mujh ko ik us ke dar-o-diivaar ke saath
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
nahii.n ilaaj-e-Gam-e-hijr-e-yaar kyaa kiije
ta.Dap rahaa hai dil-e-be-qaraar kiyaa kiije
Jigar Barelvi
Sher
Shah Naseer
Sher
fikr-e-jahaan dard-e-mohabbat firaaq-e-yaar
kyaa kahiye kitne Gam hai.n mirii zindagii ke saath
Asar Akbarabadi
Sher
Aatif Waheed Yasir
Sher
Abdul Hai Aarfi
Sher
aks-e-KHayaal-e-yaar sa.nvaaraa kare.nge ham
shiishe me.n aa.ine ko utaaraa kare.nge ham
Junaid Akhtar
Sher
tasviir-e-ruu-e-yaar dikhaanaa basant kaa
aTkheliyo.n se dil ko lubhaanaa basant kaa